Top 15 Most Famous Urdu Ghazals Compilation

Welcome to the exciting world of Urdu poetry. In this article, we will begin by exploring different kinds of Urdu Ghazals, from sad and emotional Ghazals to romantic and love poetry, all beautifully written in Urdu text. We will also learn about Poetry in Urdu, discovering the works of famous poets like Jaun Elia, Qateel Shafai, Irfan Sattar, Habib Jalib and Majeed Akhtar, who have created timeless Urdu Ghazals.

Get ready to discover the top 15 most liked Urdu ghazals and enjoy the latest shayari in Urdu. Additionally, we'll amaze your senses with captivating Urdu shayari images that bring emotions to life. Whether you find comfort in sad poetry in Urdu, short 2-line expressions, or heartfelt SMS messages, you'll find a treasure trove here. Let's start a poetic journey through Urdu Poetry, deep and touching, featuring a collection of 15 Urdu Ghazals paired with expressive and heart-touching images.

Top 15 Most Famous Urdu Ghazals  Compilation - Best Urdu Ghazals of all the time in Urdu and Hindi

Top 15 Most Famous Urdu Ghazals Of All The Time

ہے یقیناً کچھ مگر واضح نہیں
آپ کی آنکھوں میں کیا موجود ہے

Hai yaqeen'n kuch magar waazay nhi
Ap ki aankhon mai kia mojood hai

Abdul Hameed Adam عبدل حمید عدم

--------------------------------

وہ تیری بھی تو پہلی محبت نہ تھی قتیلؔ
پھر کیا ہوا اگر کوئی ہرجائی بن گیا

Wo teri bhi to pehli muhabbat na thi Qateel
Phir kia huwa agar koi harjaai ban gaya

Qateel Shafai قتیل شفائی

--------------------------------

تِری تلاش تو کیا، تیری آس بھی نہ رہے
عَجب نہیں کہ کِسی دِن یہ پیاس بھی نہ رہے

Teri talaash to kia, teri aas bhi na rahe
Ajab nhi ke kisi din ye piyas bhi na rahe

Shehzad Ahmed شھزاد احمد

--------------------------------

میں رہا عمر بھر جدا خود سے
یاد میں خود کو عمر بھر آیا

Mai raha umar bhar juda khud se
Yaad mai khud ko umar bhar aaya

Jaun Elia جون ایلیا

--------------------------------

اڑتا رہا تو چاند سے یارا نہ تھا مرا
گھائل ہوا تو وادی گل پوش میں گرا

Urta raha to chaand se yaarana tha mera
Ghayal huwa to wadi-e-gul-posh mai gira

Qateel Shafai قتیل شفائی

--------------------------------

Best Urdu Ghazals:

یقیناً ہم نے آپس میں کوئی وعدہ کیا تھا
مگر اس گفتگو کو ایک عرصہ ہو گیا ہے

Yaqeen'n Hamne Aapas Main Koi Waada Kia Tha
Magar Is Guftagu Ko Ek Arsa Ho Gaya Hai

Irfan Sattar عرفان ستار

--------------------------------

وحشتیں عشق اور مجبوری
کیا کسی خاص امتحان میں ہوں

Wehshaten ishq aur majboori
Kya kisi khaas imthehaan mein hon

Khurshid Rabbani خورشید ربانی

--------------------------------

اور سب کی حکایتیں کہہ دیں
بات اپنی کبھی کہی نہ گئی

Aur Sab Ki Hikaayaten Keh Deen
Baat Apni Kabhi Kahi Na Gai

Muneer Niazi منیر نیازی

--------------------------------

ہر صبح مری صبح پہ روتی رہی شبنم
ہر رات مری رات پہ ہنستے رہے تارے

Har subah meri subah pay roti rahi shabnam
Har raat meri raat pay hanstay rahay taare

Habib Jalib حبیب جالب

--------------------------------

Sad Urdu Ghazals of all the time

اپنا پتہ نہ اپنی خبر چھوڑ جاؤں گا
بے سمتیوں کی گرد سفر چھوڑ جاؤں گا

Apna Pata Na Apni Khabar Chhor Jaunga
Be-Simatiyon Ki Gird Safar Chhor Jaunga

Krishan Bahari Noor کرشن بہاری نور

--------------------------------

گلے ملتے ہیں جب آپس میں دو بچھڑے ہوئے ساتھی
عدمؔ ہم بے سہاروں کو بڑی تکلیف ہوتی ہے

Gale milte hain jab aapas mein do bichhre hue sathi
ؔAdam hum be-saharon ko takleef hoti hai

Abdul Hameed Adam عبدل حمید عدم

--------------------------------

چھپانا بھی جو تم چاہو محبت چھپ نہ پائے گی
دیا دل میں جلے گا اور چمک چہرے پہ آئے گی

chhupana bhi jo tum chaho muhabbat chhup nah paye gi
diya dil mein jalay ga aur chamak chehray pay aaye gi

Naveed Anjum نوید انجم

--------------------------------

ہر شعر غزل کا کہہ رہا ہے
تجھ کو بھی بچھڑ کے دکھ ہوا ہے

Har Sher Ghazal Ka Keh Raha Hai
Tujh Ko Bhi Bichar Ke Dukh Huwa Hai

Hafiz Ludhianavi حافظ لدھیانوی

--------------------------------

Heart touching Urdu Ghazals

نشہ شوق ہے فزوں شب کو ابھی سحر نہ کر
دیکھ حدیث دلبراں اتنی بھی مختصر نہ کر

Nasha shoq hai fzoon shab ko abhi sehar nah kar
Dekh hadees dilbaran itni bhi mukhtasir nah kar

Majeed Akhtar مجید اختر

--------------------------------

اشعار مرے یوں تو زمانے کے لیے ہیں
کچھ شعر فقط ان کو سنانے کے لیے ہیں

Ash-aar Mere Youn To Zamane Ke Liye Hain
Kuch Sher Faqat Un Ko Sunane Ke Liye Hain

Jan Nisar Akhtar جاں نثار اختر

--------------------------------

یہ مصرع نہیں ہے وظیفہ مرا ہے
خدا ہے محبت محبت خدا ہے

Ye Misra Nahi Hai Wazifa Hai
Khuda Hai Muhabbat, Muhabbat Khuda Hai

Khumar Barabankavi خمارؔ بارہ بنکوی

--------------------------------

Urdu Ghazals hold a special place in the world of poetry, crossing borders and languages. I hope you ate enjoying the Ghazals. These are available both as Urdu Ghazal and Hindi Ghazal, the beauty of these urdu shayari is universal. I hope this compilation of Urdu Shayari and Urdu Ghazals has ignited your passion for more interest in the Urdu

. The meanings of Urdu Ghazal continues to inspire generations, weaving emotions into poetry that touch the heart. As you journey through the enchanting world of Urdu Ghazals and explore the depths of Urdu poetry, may you find solace and joy in the timeless beauty of these poetic treasures. You can also read more Ghazals here on my blog. Stay tuned. Share what you love with your friends and family.

Comments