Mai Raha Umar Bhar Juda Khud Se | Jaun Elia's best Urdu ghazal
Unlock world of Urdu Ghazals and go through the beautiful land of Urdu poetry and emotions with Jaun Elia's best ghazal "Mai Raha Umar Bhar Juda Khud Se." In this poetic gem, Jaun Elia shows profound emotions, making it one of the best Urdu Ghazals of all time. Read the full ghazal here.
Ghazal in Urdu
سارے رشتے تباہ کر آیا
دل برباد اپنے گھر آیا
آخرش خون تھوکنے سے میاں
بات میں تیری کیا اثر آیا
تھا خبر میں زیاں دل و جاں کا
ہر طرف سے میں بے خبر آیا
اب یہاں ہوش میں کبھی اپنے
نہیں آؤں گا میں اگر آیا
میں رہا عمر بھر جدا خود سے
یاد میں خود کو عمر بھر آیا
وہ جو دل نام کا تھا ایک نفر
آج میں اس سے بھی مکر آیا
مدتوں بعد گھر گیا تھا میں
جاتے ہی میں وہاں سے ڈر آیا
شاعر: جون ایلیا
Poetry picture of Mai Raha Umar Bhar Juda Khud Se
Jaun Elia's Ghazal in Hindi
Saare rishte tabaah kar aaya
Dil-e-barbaad apne ghar aaya
Akhirash khoon thookne se miyaan
Baat mai teri kia asar aaya
Tha khabar ziyaan dil-o-jaan ka
Har taraf se mai be-khabar aaya
Ab yahan hosh mai kabhi apne
Nahi aunga mai agar aaya
Mai raha umar bhar juda khud se
Yaad mai khud ko umar bhar aaya
Wo jo dil naam ka tha ek nafar
Aaj mai us se bhi mukar aaya
Muddaton baad ghar gya tha mai
Jaate hi mai wahan se dar aaya
Poet: Jaun Elia
Ghazals similar to Mai Raha Umar Bhar Juda Khud Se
Gale Milte Hain Jab Aapas Mein Do Bichhre Hue Sathi | Abdul Hameed Adam's Best Urdu Ghazal
--------------------------------
Apna Pata Na Apni Khabar Chhor Jaunga | Krishan Bahari Noor | Best Ghazal
Comments
Post a Comment