Hamen To Shama Ke Donon Sire Jalane Hain | Best Urdu Ghazal by Arshad Abdul Hamid
Arshad Abdul Hamid is popular among the youngesters for his meaningful Urdu ghazals. Today we are reading one of his famous ghazls, "Hamen To Shama Kr Dono Sire Jalane Hain." This Urdu peotry is available both in Urdu and Hindi. Read this complete ghazal here.
Ghazal In Urdu
ہوائے حرص و ہوس سے مفر بھی کرنا ہے
اسی درخت کے سائے میں گھر بھی کرنا ہے
انا ہی دوست انا ہی حریف ہے میری
اسی سے جنگ اسی کو سپر بھی کرنا ہے
چل آ تجھے کسی محفوظ گھر میں پہنچا دوں
پھر اس کے بعد مجھے تو سفر بھی کرنا ہے
یہی نہیں کہ پہنچنا ہے آسمانوں پر
دعائے وصل تجھے اب اثر بھی کرنا ہے
ہمیں تو شمع کے دونوں سرے جلانے ہیں
غزل بھی کہنی ہے شب کو بسر بھی کرنا ہے
شاعر: ارشد عبد الحمید
See full Ghazal picture of Hamen To Shama Ke Donon Sire Jalane Hain
Read Arshad Abdul Hamid's Ghazal in Hindi
Hawa-e-Hirs-o-Hawas Se Mafar Bhi Karna Hai
Isi Darakht Ke Saye Mein Ghar Bhi Karna Hai
Ana Hi Dost Ana Hi Hareef Hai Meri
Isi Se Jang Isi Ko Sipar Bhi Karna Hai
Chal Aa Tujhe Kisi Mehfooz Ghar Main Pohncha Doon
Phir Is Ke Baad Mujhe To Safar Bhi Karna Hai
Yahi Naheen Ki Pohncha Hai Asmaanon Par
Dua-e-Wasl Tujhe Ab Asar Bhi Karna Hai
Hamen To Shama Ke Donon Sire Jalane Hain
Ghazal Bhi Kehni Hai Shab Ko Basar Bhi Karna Hai
Poet: Arshad Abdul Hamid
Urdu Ghazals Similar To Hamen To Shama Ke Donon Sire Jalane Hain
Teri Talaash To Kia Teri Aas Bhi Na Rahe | Shehzad Ahmed's Ghazal
--------------------------------
Gale Milte Hain Jab Aapas Mein Do Bichhre Hue Sathi | Abdul Hameed Adam's Best Urdu Ghazal
Comments
Post a Comment