Khuda Hai Muhabbat, Muhabbat Khuda Hai | KHUMAR BARABANKAVI Ghazal
Most famous urdu ghazal by Khumar Barabankavi Khuda Hai Muhabbat, Muhabbat Khuda Hai in Urdu and Hindi see here. You can find this ghazal on urdu peotry pictures below also. Khumar Barabankavi is known as the one of the most loved Urdu poets who write specially Ghazals . You can see the magic of words in his Urdu poetry.
یہ مصرع نہیں ہے وظیفہ مرا ہے
خدا ہے محبت محبت خدا ہے
کہوں کس طرح میں کہ وہ بے وفا ہے
مجھے اس کی مجبوریوں کا پتا ہے
ہوا کو بہت سرکشی کا نشہ ہے
مگر یہ نہ بھولے دیا بھی دیا ہے
میں اس سے جدا ہوں وہ مجھ سے جدا ہے
محبت کے ماروں پہ فضل خدا ہے
نظر میں ہے جلتے مکانوں کا منظر
چمکتے ہیں جگنو تو دل کانپتا ہے
انہیں بھولنا یا انہیں یاد کرنا
وہ بچھڑے ہیں جب سے یہی مشغلہ ہے
گزرتا ہے ہر شخص چہرہ چھپائے
کوئی راہ میں آئینہ رکھ گیا ہے
بڑی جان لیوا ہیں ماضی کی یادیں
بھلانے کو جی بھی نہیں چاہتا ہے
کہاں تو خمارؔ اور کہاں کفر توبہ
تجھے پارساؤں نے بہکا دیا ہے
شاعر: خمارؔ بارہ بنکوی
Read this Ghazal in Roman Urdu and Hindi Here
Ye Misra Nahi Hai Wazifa Hai
Khuda Hai Muhabbat, Muhabbat Khuda Hai
Kahoon Kis Tarah Mai Ke Wo Bewafa Hai
Mujhe Us Ki Majbooriyon Ka Pata Hai
Hawa Ko Buht Sarkashi Ka Nasha Hai
Magar Ye Na Bhoole Dia Bhi Dia Hai
Mai Us Se Juda Hoon Wo Mujh Se Juda Hai
Muhabbat Ke Maaron Pe Fazal-e-Khuda Hai
Nazar Mai Hai Jalte Makaanon Ka Manzar
Chamakte Hain Jugnoo To Dil Kaanpta Hai
Unhen Bhoolna Ya Unhen Yaad Karna
Wo Bichre Hain Jab Se Yahi Mashghala Hai
Guzarta Hai Har Shakhs Chehra Chupae
Koi Raah Mai Aaina Rakh Gaya Hai
Bari Jan-Lewa Hain Maazi Ki Yaaden
Bhulane Ko Jee Bhi Nahi Chahta Hai
Kahan Tu Khumar Aur Kahan Kufr Tauba
Tujhe Paarsaon Ne Behaka Dia Hai
The overall meaning of this Khumar Barabankavi's Ghazal
Khumar Barabankavi's this Urdu ghazal delves into the depth of love poetry, memory, and human emotions. It conveys the idea that love can be both divine and difficult, and memories of past relationships can evoke a range of emotions, from compassion and empathy to fear and introspection. The ghazal captures the essence of the human experience in matters of the heart. Furthermore, this Urdu ghazal by him like many other poets promotes the poetry in it's actual form.
Surprise! You can download this Poetry Picture in Urdu
Buht saare log kehte hain ke jo bhi ghazal ho ya shayari ho usko picture pe likh ke upload kia karo. Taa ke wo download kr saken. Isliye ham ne Khumar Barabankavi ki ya famous Urdu ghazal ko text ke sath sath picture pe bhi design ki hai.
Following Urdu Ghazals are worth to read
ہے یقیناً کچھ مگر واضح نہیں
آپ کی آنکھوں میں کیا موجود ہے
عبد الحمید عدم
📌📌📌📌📌📌📌📌📌📌📌
میں رہا عمر بھر جدا خود سے
یاد میں خود کو عمر بھر آیا
جون ایلیاء
Comments
Post a Comment