Wehshaten Ishq Aur Majboori | Khurshid Rabbani's Best Ghazal in Urdu
Khushid Rabbani is considered one of the greatest poets of Urdu. His new ghazal Wehshaten Ishq Aur Majboori is much popular among the Urdu shayari lovers. Read his full ghazal here in both Urdu and Hindi.
Wehshaten Ishq Aur Majboori Ghazal in Urdu
جب سے اس شہر بے مکان میں ہوں
میں ترے اسم کی امان میں ہوں
گنبد شعر میں جو گونجتی ہے
میں اسی درد کی اذان میں ہوں
میں نے تنہائیوں کو پا لیا ہے
اس لیے خواب ہی کے دھیان میں ہوں
تتلیاں رنگ چنتی رہتی ہیں
اور میں خوشبوؤں کی کان میں ہوں
وحشتیں عشق اور مجبوری
کیا کسی خاص امتحان میں ہوں
خواہشیں سایہ سایہ بکھری ہیں
اور میں دھوپ کے مکان میں ہوں
میں ہوں پیکان درد اے خورشیدؔ
اور اک یاد کی کمان میں ہوں
شاعر: خورشید ربانی
Khurshid Rabbani's Best Ghazal in Hindi
jab se is shehar be makaan mein hon
mein tere ism ki amaan mein hon
gunbad shair mein jo gunjti hai
mein usi dard ki azaan mein hon
mein ne tanhaiyon ko pa liya hai
is liye khawab hi ke dheyaan mein hon
titliyan rang chunti rehti hain
aur mein khushbuon ki kaan mein hon
wehshaten ishq aur majboori
kya kisi khaas imthehaan mein hon
khuwaishen saya saya bhikri hain
aur mein dhoop ke makaan mein hon
mein hon paikaan dard ae Khurshid
aur ik yaad ki kamaan mein hon
Poet: Khurshid Rabbani
This ghazal's picture is easy to download
Everyone loves Khurshid Rabbani's famous Urdu ghazals. So here is the picture of the newly uploaded ghazal Wehshaten Ishq Aur Majboori.
Similar ghazals to Wehshaten Ishq Aur Majboori
اپنوں سے ہار جیت کا کیسے کرے گا فیصلہ
اے مرے دل ٹھہر ذرا یہ جو مہم ہے سر نہ کر
مجید اختر
__________________________________
ہے شعلۂ جاں میں یاد تیری
کیا آگ میں پھول کھل رہا ہے
حافظ لدھیانوی
Comments
Post a Comment