Urta Raha To Chaand Se Yaarana Tha Mera | Famous Urdu Ghazal by Qateel Shafai
Speaking of Urdu poetry and not mentioning Qateel Shafai's best ghazal Urta Raha To Chaand Se Yaarana Tha Mera is so unfair. This ghazal keeps an impact on Urdu shayari. Youngsters as well as adults love the work of Qateel Shafai in Urdu.
Ghazal in Urdu
کیا جانے کس خمار میں کس جوش میں گرا
وہ پھل شجر سے جو مری آغوش میں گرا
کچھ دائرے سے بن گئے سطح خیال پر
جب کوئی پھول ساغر مے نوش میں گرا
باقی رہی نہ پھر وہ سنہری لکیر بھی
تارا جو ٹوٹ کر شب خاموش میں گرا
اڑتا رہا تو چاند سے یارا نہ تھا مرا
گھائل ہوا تو وادی گل پوش میں گرا
بے آبرو نہ تھی کوئی لغزش مری قتیلؔ
میں جب گرا جہاں بھی گرا ہوش میں گرا
شاعر: قتیلؔ شفائی
See full picture of Urta Raha To Chaand Se Yaarana Tha Mera here
Qateel Shafai's Ghazal in Hindi
Kia jaane kis mai kis josh mai gira
Wo phal shajar se jo meri aaghosh mai gira
Kuch daayre ban se gae sateh-e-khayal par
Jab koi phool saghir may nosh mai gira
Baqi rahi na phir wo sunehri lakeer bhi
Taara jo toit kar shab-e-khamosh mai gira
Urta raha to chaand se yaarana tha mera
Ghayal huwa to wadi-e-gul-posh mai gira
Be'aabru na thi koi laghzish meri Qateel
Mai jab gira jahan bhi gira hosh mai gira
Poet: Qateel Shafai
Read ghazals similar to Urta Raha To Chaand Se Yaarana Tha Mera
Chhupana Bhi jo Tum Chaho Muhabbat Chhup Na Paegi | Ghazal by Naveed Anjum
__________________________________
Gale Milte Hain Jab Aapas Mein Do Bichhre Hue Sathi | Abdul Hameed Adam's Best Urdu Ghazal
Comments
Post a Comment